in PDF - Lyrics Point.net
Transcript
Lyrics Point A Amazing Lyrics Place >> Khaabon Ke Parindey [Zindagi Na Milegi Dobara] (2011) Lyrics : Singers : Mohit Chauhan, Alyssa Mendonsa Lyricists : Javed Akhtar Music Director(s) : Shankar Ehsan Loy Music On : Eros Entertainment Khaabon Ke Parindey Lyrics Ude, khule aasaman mein khwabon ke parindey Ude, dil ke jahaan main khaabon ke parinday Oho, kya pata, jaayenge kahaan Khule hain jo pal, kahe yeh nazar Lagta hai ab hai jaage hum Fiqrein jo thi, peechhe reh gayi Nikle unse aage hum Hawa mein beh rahi hai zindagi Yeh hum se keh rahi hai zindagi Oho, ab toh, jo bhi ho so ho Ude, khule aasaman mein khwabon ke parindey Ude, dil ke jahaan main khwabon ke parindey Oho, kya pata, jayenge kahaan Kisi ne chhua toh yeh hua Phirte hain mehake mehake hum Khoyi hain kahin baatein nayi Jab hain aise behake hum Hua hai yun ke dil pighal gaye Bas ek pal mein hum badal gaye Oho, ab toh, jo bhi ho so ho Roshni mili Ab raah mein hai ik dilkashi si barsi Har khusi mili Ab zindagi pe hai zindagi si barsi Ab jeena hum ne seekha hai Yaad rahe kal, aaya tha woh pal Jisme jaadoo aisa tha Hum ho gaye jaise naye Woh pal jaane kaisa tha Kahe yeh dil ke jaa udhar bhi tu Jahaan bhi leke jaaye aarzoo Oho, ab toh... Jo bhi ho so ho Jo bhi ho so ho Ude.. Jo bhi ho so ho Ude... Jo bhi ho so ho ***** -------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------- Lyrics Point www.lyricspoint.net Email :[email protected]
Documenti analoghi
Meer Taqi Meer - poems
der se intaZaar hai apnaa
rote phirte hain saaree-saaree raat
ab yahee rozgaar hai apnaa
de ke dil ham jo ho ga'e majboor
ismeN kyaa iKHtiyaar hai apnaa
Lyrics Point >> Aye Khuda [Murder 2 ] (2011)
>> Aye Khuda [Murder 2 ] (2011) Lyrics :
Singers : Mithoon, Kshitij Tarey, Saim
Lyricists : Mithoon
Music Director(s) : Mithoon
Music On : T-Series
Aye Khuda Lyrics
TERE PAAS HUM Tere paas hum, aate hai sadaa
O mere raja Yeshu tu mere saath hai
Mere saath hai sadaa
Tu mere saath hai -2 mere saath hai
sadaa
Apni rooh se bhar diya, woh rahe jo
saath sadaa
Chahe koi bhi balaa, ab nahi hai dar
MATAM KARO SHABBIR KA – HASAN SADIQ Matam
1) Bakhshish ki zamanat hai - jo ankh me pani hai
Matam karo Shabbir ka hai Zainab-e-dilgir ka
Shabbir tera matam momin ki nishani hai x2
2) Yeh dagh nahi logo hai moajza matam ka
Sine pe likhi mer...