MATAM KARO SHABBIR KA – HASAN SADIQ Matam
Transcript
MATAM KARO SHABBIR KA – HASAN SADIQ Matam
MATAM KARO SHABBIR KA – HASAN SADIQ Page 1 of 1 Matam karo Shabbir ka hai Zainab-e-dilgir ka Shabbir tera matam momin ki nishani hai x2 1) Bakhshish ki zamanat hai - jo ankh me pani hai Matam karo Shabbir ka hai Zainab-e-dilgir ka Shabbir tera matam momin ki nishani hai x2 2) Yeh dagh nahi logo hai moajza matam ka Sine pe likhi mere Karbal ki kahani hai Matam karo Shabbir ka hai Zainab-e-dilgir ka Shabbir tera matam momin ki nishani hai x2 3) Ghazi ka alam leke bazaar me aye hai Rudaad aseeron ki duniya ko sonani hai Matam karo Shabbir ka hai Zainab-e-dilgir ka Shabbir tera matam momin ki nishani hai x2 4) Zainab ne shuru ki thi zindaan me azadri Sadiyon se chali ayi yeh reet purani hai Matam karo Shabbir ka hai Zainab-e-dilgir ka Shabbir tera matam momin ki nishani hai x2 5) Aayi hai sada ab bhi Karbal ki fizaon se Shabbir haqeeqat mei islam ke bani hai Matam karo Shabbir ka hai Zainab-e-dilgir ka Shabbir tera matam momin ki nishani hai x2 6) De pursa bahatar ka Zahra ke lute ghar ka Har saal muharram mei yeh yaad dilani hai Matam karo Shabbir ka hai Zainab-e-dilgir ka Shabbir tera matam momin ki nishani hai x2 7) Mazloom ke matam me marna hi sa’adat hai Waisay bhi jawan ek din yeh jaan to jani hai Matam karo Shabbir ka hai Zainab-e-dilgir ka Shabbir tera matam momin ki nishani hai x2 Efforts: Nosheen Shah http://www.ziaraat.com
Documenti analoghi
in PDF - Lyrics Point.net
Hawa mein beh rahi hai zindagi
Yeh hum se keh rahi hai zindagi
Oho, ab toh, jo bhi ho so ho
Ude, khule aasaman mein khwabon ke parindey
Ude, dil ke jahaan main khwabon ke parindey
Oho, kya pata, ja...