in PDF - Lyrics Point.net
Transcript
in PDF - Lyrics Point.net
Lyrics Point A Amazing Lyrics Place >> Sultan [Sultan] (2016) Lyrics : Singers : Shadab Faridi,Sukhvinder Singh Lyricists : Irshad Kamil Music Director(s) : Vishal Shekhar Music On : Sultan Lyrics Kismat jo aave saamne Tu mod de uska panja re Kismat jo aave saamne Tu mod de uska panja re Chal mode de uska panja re Saat aasmaan cheere Ab saat samandar peere Chal saat suron mein Karde ye elaan Himmat hai to roko Aur zurrat hai to baaton Re aaj hatheli pe Rakhdi hai jaan Khoon mein tere mitti Mitti mein tera khoon Khoon mein tere mitti Mitti mein tera khoon Upar allah niche dharti Beech mein tera junoon Aye sultan! Seene mein tere aag Paani aandhi hai Mehnat ki dori Honslon se baandhi hai O Seene mein tere aag Paani aandhi hai Mehnat ki dori Honslon se baandhi hai Hai parvat bhi tu hi Aur tu hi pathar hai Jo chahe tu woh hi ban jaye Teri marzi hai Aansu aur paseena Are hai toh dono paani Par mod ke rakh de Dono hi tufaan Chot ho jitni gehri Ya thes jigar mein thehri Toh jazbaa utna Zehri hai ye maan Noor-e-sukoon Niyat se junoon Ye tujhko pata hai Tujh mein chhupa hai Tu usko le usko le pehchaan Tera iraada tujhse bhi zyaada Usko pata hai jo lapata hai Tu itna le itna le ab maan Woh dil mein hai tere Tu uski nazron mein Chal hadd se aage re Chaha jo tune woh paane Chal banja re sultan Saat aasmaan cheere Ab saat samandar peere Chal saat suron mein Karde ye elaan Khoon mein tere mitti Mitti mein tera khoon Khoon mein tere mitti Mitti mein tera khoon Upar allah niche dharti Beech mein tera junoon Sultan! Saat aasmaan cheere Ab saat samandar peere Chal saat suron meinm Karde ye elaan Himat hai to roko Aur zurrat hai to baaton Re aaj hatheli pe rakhdi hai jaan ***** -------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------- Lyrics Point www.lyricspoint.net Email :[email protected]
Documenti analoghi
TERE PAAS HUM Tere paas hum, aate hai sadaa
Hum tujhme banein rahe aur tu hummein
Jaise daali daakhlataa mein, vaise hum
tujhme
Agar aisa hai, pita ki usmein mahima hai
Aur hum jo bhi maange prabhu mein
humein miljae
Aur yadii hum tujhme nah...
Untitled - Meri Kavita, Tum to sunogi na
Mera hi haal hai tumhaara bhi 'saahb'
Tum hans rahe ho hum hans rahe hein
Mera hone ka aakhir tu kya lega 'saahb'
Mujhe nahin zarurat e humsafar na chahiye kaafila
Yeh safar mera hai yeh manzil mer...